jindagi aur isme aane wale uaar chadav, rishto ka taal mel aur fir vikat insani soch, sabhi kuch jatiltao se bhar jata hai aise me asha ke sath shant manas hi sahi nirnay le skta hai prakriti ke shaj prapt upharo ko bhi naye najariye se dekhkar bhi kush huya ja skta hai, isliye insani jivan hmesa sarthak rahe isi prayas me jiva chahiye ukt kavita sangrah ek sahityik kriti ke sath hi kuch alhada vicharo ke sath manav jivan ko kuch sochne pe vivash...
Related Subjects
Poetry