Kripaangarh ki dastaan - ek jeevit gawahi, Kripaangarh ke mithak ki khoj me ek parikchan hai. karm ki ek kahani aur aaj ke is duniya me iski prasangikta hai. ek aise saamrajya ki kahani jo andhkar mai hai aur manhoos hai, aur patron ka jeevan usse ulajh chuka hai . aur jab we antatah is duniya ko samajhne me saksham hote hain, to kya wo isse jeet payenge ? kya yah rajya hmesha se aisa tha ? akhirkar us rahsya se parda uthega, jise kripangarh kaha jata hai .