Manav man ki anubhuti jab shabdo ke madhyam se ras or chandh se alankrat ho kar kagaj par utarti he to vah kavita, gajal, geet ya chopaiyo ka roop dharan kar kavyanubhuti ban jati he
Avyavasthao par jab riday dravit ho kar hunkar bharne lagta he to oj kavya ho kata he or vahi riday jab kisi rupsi ke sondarya ka varnan karta he to shringar ka geet ban jana he ya najakat roop liye vah varnan gajal ho jati he
Meri is krati me...
Related Subjects
Poetry